Saturday, February 25, 2012

Poetry By me

Koi ghazal suna ker kya Karna?
Yoon baat barrha ker kya Karna..?
Tum mere the
Tum mere ho,
Duniya ko bata kar kya Karna..?
Tum ehad nibhao chaahat Say,
Koi rasam nibha kar kya Karna..?
Tum khafa bhi achay Lagtay ho,
Phir Tum ko mana kar Kya karna.